Prakrati Ka vebhav
Jana he mujhe vahaa,
Jahaa dharti or aasmann ho milte,
Jana he mujhe vahaa ,
Jahaa nadiya or sagar ho milte,
Jahaa suraj ko ugte dekhu,
Or sham ko dhalte,
Jahaa pedo ko hilte dekhu,
Or phulo ko khilte,
Jana he mujhe vahaa,
Jahaa prakrti or insaan ho milte,
Jana he mujhe vahaa,
Jahaa bhoo mata ki god or pyar ho milte.............
Jahaa dharti or aasmann ho milte,
Jana he mujhe vahaa ,
Jahaa nadiya or sagar ho milte,
Jahaa suraj ko ugte dekhu,
Or sham ko dhalte,
Jahaa jharno ko girte dekhu,
Or dhundh ko udte,Jahaa pedo ko hilte dekhu,
Or phulo ko khilte,
Jana he mujhe vahaa,Jahaa prakrti or insaan ho milte,
Jana he mujhe vahaa,
Jahaa bhoo mata ki god or pyar ho milte.............
Comments
Post a Comment