sad shayri 1

Teri har baat lajawab hui,
Par kuch to baat thi jo nagawaar hui,….

Chahti to dhund chuki hoti un raho ko,
Jhaa teri najar har martabaa chaar hui,…….
Jab dhunda wafaa ko pyar ki raho me,
Har bar wafaa ki har hui………..
Dekh chuki her us jagah ko gour se,
Jahaa mohabbat har bar mazzar hui …………….

Comments

Popular posts from this blog

Aao Maa

असलियत

नववर्ष